Agar ye harami pehli raat usko comfortable feel krwata or na krta to inka rishta kabhi kharab na hota is ko bs pehli raat apni hawas mitani thi larki ne bola bhi Kal krty hain agar ye man leta to agy larki esa na krti ye jo jahil log comments ma keh rhy hain k shadi k bad mard jab chahy physical ho Sakta ha lanat ha tum logo par larki bilkul ghalat nhi ha shadi ka matlab ye nhi k pehli raat hi sex Kia jaye kuch din partner ko comfortable feel hony do pir ho jao physical larki bhi khushi se sath degi, Esy mard se na mard hona sahi ha, 🤬🚩 us ghatiya ne pehli raat hi usy esa feel krwaya k usky sath rape ho raha ha to wo agy kesy comfortable feel krti, Ya Allah har beti ko esy ghatiya mard se bachana Ameen🥀