amazing series🥹❤️🩹 Maine isse accha drama aur kabhi nahi dekha. Ek insaan thodi si mohabbat paane ke liye kitna tadapta hai, apne pyaar ke chehre par khushi dekhne ke liye kya kuch nahi karta,🫠 apne pyaar ko khush rakhne ke liye kitna kuch karti hai. Itni emotional story mujhe bohot acchi lagi. Lekin aur bhi accha lagta agar rajkumar aur uski patni samman ke saath marte. Ek baap hokar bete ke saath aisa kaam na karte toh bhi chalta. Mujhe bhi agar koi is tarah chahte! Itne zyada emotional scene the ki main apne aansu rok nahi payi. Sabko apne pyaar ke saath har tarah ke haalaat mein khade rehna chahiye."🥹